Faasle Majboori Thi Dariya Beech Me Tha | Sad Shayari Ghazal

Ghazal Shayari -95

Sad Ghazal Shayari by Guest: Mohammad Shabaz


Faasle Majboori Thi Dariya Beech Me Tha...


Faasle-Majboori-Thi-Dariya-Beech-Me-Tha-Sad-Shayari-Ghazal



Author:
Guest-author-pic
"Many Thanks for your Shayari Submission."
Visitor, you can also Submit Your Own Shayari Here.


Faasle Majboori Thi Dariya Beech Me Tha,
Main Isi Kashmakash Me Haath Hila Kar Laut Aaya,

Yeh Jaanta Tha Ki Manaa Hi Kar Dega Wo,
Main Bhi Izhaar-E-Mohabbat Kar Ke Laut Aaya,

Aansu Chupata Tha Mujhe Khone Ke Dar Se,
Meri Qabar Tak Na Gaya Janaaze Se Laut Aaya,

Mumkin Hai Ki Meri Yaad Use Ab Bhi Aati Hogi,
Jo Dua Ke Liye Meri Qabr Par Phir Se Laut Aaya...



Must Read:- Jo Dil Ko Chhu Jaye Wo Yaad Hai Tu | Love Shayari Ghazal





शायरी ग़ज़ल -95

सेड ग़ज़ल शायरी द्वारा: मोहम्मद शाबाज


फासले मजबूरी थी दरिया बीच में था...


फासले मजबूरी थी दरिया बीच में था,
मैं इसी कशमकश में हाथ हिला कर लौट आया,

यह जानता था की मना ही कर देगा वो,
मैं भी इज़हार-ऐ-मोहब्बत कर के लौट आया,

आंसू छुपता था मुझे खोने के डर से,
मेरी क़बर तक न गया जनाज़े से लौट आया,

मुमकिन है कि मेरी याद उसे अब भी आती होगी,
जो दुआ के लिए मेरी क़ब्र पर फिर से लौट आया...


Another Shayari by The Same Author:
Ye Mujhe Neend Kyun Nahi Aati | Sad Shayari Ghazal

No comments:

Post a Comment

Copyright: @jaykc86. Powered by Blogger.
//]]>