Search Shayari

Ik Shikaayat Dil Ki Aati Reh Gayi | Sad Shayari

Sad Shayari Images -4



Ik Shikaayat Dil Ki Aati Reh Gayi.. Dard Bhari Sad Shayari




ik-shikaayat-dil-ki-aati-reh-gayi-dard-bhari-sad-shayari

दर्दभरी हिंदी सेड शायरी पिक्चर्स के साथ -4


इक शिकायत दिल की आती रह गयी.. दर्द भरी सैड शायरी


Ik Shikaayat Dil Ki Aati Reh Gayi,
Baat Dil Ki Dil Mein Idhlaati Reh Gayi,
Aankhon Se To Oojhal Ho Gayi,
Yaadon Mein Ik Tasveer Magar Lehraati Reh Gayi,
Mahobbat Is Dil Mein Zara Si Baaki Reh Gayi...

इक शिकायत दिल की आती रह गयी.
बात दिल की दिल में इठलाती रह गयी.
आँखों से तो ओझल हो गयी.
यादों में इक तस्वीर मगर लहराती रह गयी.
मोहब्बत इस दिल में ज़रा सी बाकी रह गयी.





sad-shayari-sochta-hun-kabhi-kabhi-sachha-gar-pyar-apna-hota

Sochta Hun Kabhi Kabhi,
Sachha Gar Pyar Apna Hota,
To Haqikat Aaj Ye Sapna Hota,
Kyun Bhatakti Nigaahen Idhar-Udhar,
Jab Sang Hamsafar Sanam Apna Hota...

सोचता हूँ कभी कभी,
सच्चा गर प्यार अपना होता,
तो हक़ीक़त आज ये सपना होता,
क्यूँ भटकती निगाहें इधर-उधर,
जब संग हमसफ़र सनम अपना होता.




tu-saath-mere-chalti-thi-isliye-ke-main-saath-chalta-tha-shayari

Tu Saath Mere Chalti Thi, Isliye Ke Main Saath Chalta Tha,
Tere-Mere Is Saath Ka Matlab Mujhse Behtar, Aur Kon Samajta Tha,
Tune Har Pal Mujhe, Apni Meethi Baaton Se Behkaya Tha,
Sab Jante Huae Bhi Har Bar Main, Teri Baaton Ko Bas Sunta Aaya Tha...

तू साथ मेरे चलती थी इसलिये के मैं साथ चलता था,
तेरे-मेरे इस साथ का मतलब मुझसे बेहतर और कौन समझता था,
तूने हर पल मुझे अपनी मीठी बातों से बहकाया था,
सब जानते हुए भी हर बार मैं तेरी बातों को बस सुनता आया था.




qaid-rakhna-is-dil-ko-tum-aazaad-mat-karna-sad-shayari

Qaid Rakhna Is Dil Ko Tum Aazaad Mat Karna,
Beet Jaaega Ye Bhi Beeta Waqt Tum Yaad Mat Karna,
Chupke Se Ro Lena Kisi Kone Mein,
Yaad Rahe Zara Bhi Aawaaj Mat Karna.

क़ैद रखना इस दिल को तुम आज़ाद मत करना,
बीत जाएगा ये भी बीता वक़्त तुम याद मत करना,
चुपके से रो लेना किसी कोने में,
याद रहे ज़रा भी आवाज़ मत करना।




sad-shayari-kaisi-chali-hai-hawa-tere-shehar-mein

Kaisi Chali Hai Hawa,Tere Shehar Mein,
Ke Insaan Bhi Ho Gaya Hai Khuda,Tere Shehar Mein,
Kaisa Judaai Ka Chala Ye Dour Hai,
Ke Jism Se Saya Bhi Ho Gaya Hai Judda, Tere Shehar Main..
Kaisi Chali Hai Hawa,Tere Shehar Mein...

कैसी चली है हवा, तेरे शहर में.
के इंसान भी हो गया है खुदा, तेरे शहर में.
कैसा जुदाई का चला ये दौर है.
के जिस्म से साया भी हो गया है जुदा, तेरे शहर मैं.




You may like...





Watch-Video

Ik Shikaayat Dil Ki Aati Reh Gayi | Sad Shayari

Visit Our YouTube Channel and Watch More Shayari Videos



No comments:

Post a Comment

Copyright: @jaykc86. Powered by Blogger.