Hum Kabse Najren Rah Mein Jamaye Baithe Hain-Ghazal Shayari

Ghazal Shayari -45

Love Ghazal Shayari by Guest: Mohammad Shabaz


Hum Kabse Najren Rah Mein Jamaye Baithe Hain...


Ghazal-Shayari-Hum-Kabse-Najren-Rah-Mein-Jamaye-Baithe-Hain


Author:
Guest-author-pic
"Many Thanks for your Shayari Submission."
Visitor, you can also Submit Your Own Shayari Here.


Hum Kabse Najren Rah Me Jamaye Baithe Hain,
Log Humen Majnu Deewana Banaye Baithe Hain,

Unhe Maloom Hai Ki Mohabbat Hum Unse Karte Hain,
Phir Kyun Wo Humse Najren Churaye Baithe Hain,

Aur Hum Jin Se Apni Nazrein Churaye Baithe Hain,
Wo Najron Ke Saamne Nazrein Jhukaye Baithe Hain,

SHABAZ Yeh To Waqt-E-Izhar-E-Mohabbat Tha,
Husn-E-Zeenat Se Kyun Parda Lagaye Baithe Hain.



Must Read:- Khamoshiyon Se Teri Baaten Karta Hun - Ghazal Shayari






लम्बी शायरी ग़ज़ल -45

लव ग़ज़ल शायरी द्वारा: मोहम्मद शाबाज


हम कबसे नज़रें राह में जमाये बैठे हैं...


हम कबसे नज़रें राह में जमाये बैठे हैं,
लोग हमे मजनु दीवाना बनाये बैठे हैं,

उन्हें मालूम है की मोहबत हम उनसे करते हैं,
फिर क्यों वो हमसे नज़रें चुराए बैठे हैं,

और हम जिनसे अपनी नज़रें चुराए बैठे हैं,
वो नज़रों के सामने नज़रें झुकाए बैठे हैं,

शबाज़ यह तो वक़्त-ऐ-इज़हार-ऐ-मोहबत था,
हुस्न-ऐ-ज़ीनत से क्यों पर्दा लगाए बैठे हैं।


2 comments:

Copyright: @jaykc86. Powered by Blogger.
//]]>